Bollywood Buzz

Wednesday, January 12, 2011

Aankhon main tera hi chehra dhadkan mein teri hi yadein karti hai deewana video song lyrics by Aryans



Aankhon main -2
Aankhon main
ho..oooooo
Aankhon main ssssssss

Ha!
(Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana)-2
haye kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan

aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana

1) (DOOR jab se tum gayee ho
jab se mujhko bhool gayee ho)-2
main hu deeawana
lekar dil , chura li aankhen
kar gayee mujhko teri yaadein deewana-2
hai! kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan

aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana

2)( mana ki tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho)-2
maine ye maana
phir bhi aas lagee hai dil mein
tum aaogee mujhse milne
chupke-2 kehte dil mein deewana
mera deewana
phir se aayengee wo raatein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan


Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
haye kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan

Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana-5

Aryans - Aankhon Mein Tera Hi Chehra :
Popout

0 Comments:

Archive For This Section Only